Ab Kya Sonche Kya Hona Hai Jo Hoga Acha Hoga
Ab Kya Sonche Kya Hona Hai Jo Hoga Acha Hoga
Pehle Soncha Hota Pagal Ab Rone Say Kya Hoga
Yaar Say Gham Keh Ker To Khush Ho Laikin Tum Yeh Kya Jaano
Tum Dil Ka Rona Rote Thay Woh Dil Mein Hasta Hoga
Aaj Kisi Nai Dil Tora To Hum Ko Jaisay Dheyaan Aaya
Jiska Dil Hum Nai Tora Tha Woh Jaane Kaisa Hoga
Mere Kuch Pal Mujh Ko Day Do Baaqi Saray Din Logo
Tum Jaisa Jaisa Kehtay Ho Sub Waisa Waisa Hoga
Ab Kya Sonche Kya Hona Hai Jo Hoga Acha Hoga
Pehle Soncha Hota Pagal Ab Rone Say Kya Hoga